Wednesday, January 30, 2013

Kya baat kar rahe ho



Biwi, husband se- Tumhe mere rishtedaar pasand nahi!

Husband: Kya baat kar rahe ho! Mujhe apni saas se achhi tumhaari saas lagti hai.

Shut Up



SANTA went to court
JUDGE:
"Order ! Order !"
SANTA:
"1 Pizza, 2 Dosa, 3 Idli & 1 Cold-drink !"
JUDGE:
"Shut Up !"
SANTA:"No,No..7-Up!

Sunday, May 2, 2010

khud hi le aao

dada ji : beta ja pani le aa ....
pota : main nahi la sakta ,
main game khel raha hu .
2nd pota : rehne do dada ji ye to hai hi batameez , aap khud hi le aao ..
santa gun leke
darwaze pe ruka ,
wife : kya hua ?
santa : sher ka shikaar
karne ja raha hu !
wife : to jao na .
santa : kaise jau , bahr kutta khada hai ...!!

Tuesday, February 2, 2010

Ragging k waqt ladko ne
ek ladki se kaha ,
Ek - sawal ka jawab
Do - Patna kahan hai ?
Ladki - Bihar me .
Boys - yahi pat jao itni dur jaane ki kya zarurat hai .


Wife - kitchen se aji sunte ho
aajkal mai khubsurat hoti ja rahi hue .
Husband - : tumne kaise jana
Wife :- aaj kal meri khubsurti dekhkar rotiyan bhi jalne lagi hai .....