Tuesday, February 2, 2010

Ragging k waqt ladko ne
ek ladki se kaha ,
Ek - sawal ka jawab
Do - Patna kahan hai ?
Ladki - Bihar me .
Boys - yahi pat jao itni dur jaane ki kya zarurat hai .


Wife - kitchen se aji sunte ho
aajkal mai khubsurat hoti ja rahi hue .
Husband - : tumne kaise jana
Wife :- aaj kal meri khubsurti dekhkar rotiyan bhi jalne lagi hai .....

No comments:

Post a Comment